Aaj aankhon ne dekha hai,
Sundar swapna buna hai
Apne ujwal bhavishya ki
Ek jhalak dekhi hai.
Aaj tutkar barsi hai,
Dhoop ghor andhere ke baad
Khilakhila utha hai jeevan
Aaj bahut saalon ke baad
Chanchal shital jal mein,
Apni khoi muskaan dekhi hai
Kaise ye chehara khil utha hai
Aankhon ne ye jhalak dekhi hai
Bachpana jaag utha hai
Komal paon mein aaj,
Tez hawa chookar guzri hai
Har dabe huye sapnon ko aaj.
Har lamhe, har pal
Ko phir se jeena seekha hai
Apne ujwal bhavishya ka
Ek sundar sapna buna hai.
Sundar swapna buna hai
Apne ujwal bhavishya ki
Ek jhalak dekhi hai.
Aaj tutkar barsi hai,
Dhoop ghor andhere ke baad
Khilakhila utha hai jeevan
Aaj bahut saalon ke baad
Chanchal shital jal mein,
Apni khoi muskaan dekhi hai
Kaise ye chehara khil utha hai
Aankhon ne ye jhalak dekhi hai
Bachpana jaag utha hai
Komal paon mein aaj,
Tez hawa chookar guzri hai
Har dabe huye sapnon ko aaj.
Har lamhe, har pal
Ko phir se jeena seekha hai
Apne ujwal bhavishya ka
Ek sundar sapna buna hai.
its too nice...one little image from my side in ur big dream..
ReplyDeletehe he he... thanks Vyoma!
ReplyDeletechikki, this so innocently pure and heart-lifting!
ReplyDeletei read it out to mummy as well. she says :
"poem daadhi ghari suthi aahe, ghani wani. jeko hee ujwal bhavishya jo sapno ditho athayi, hin sapne ji prerna pehenje jeevan mein hamesha kaayam rakhja aiyn pehenji himmat sa mann khe aanandit rakhi agya wadhandi rehja. Eeshwar asaa sabhni jo khyaal rakhan waaro vetho aahe -- hin gaal jo vishwaas hamesha rakh ja. God Bless you. pyar sa, chachi. PS toh sa gaalayann jo mann theendo aahe, par tabiyat je kare, chaahe kare bhi, reh ji wendo aahe"